Shah Hussain R.A Punjabi Kalam

Apex Soft

Shah Hussain R.A Punjabi Kalam

کتاب‌ها و منابع
  • 0.00
(0 رای)

نصب رایگان

10000

نصب ها

Android 4.0.3+

نسخه حداقل

با تبلیغات

تبلیغات

03.06.2015

تاریخ انتشار

تغییرات اخیر:

Some changes are made in the latest session

توضیحات:

Punjabi Shayri main Aarifana ruj-haan is baat ki daleel hai k jahan jahan Punjabi Poetry perwaan charhi hai wahan wahan Qudrat nai apnay bandon per khaas meherbaaniyan ki hain. Oun main say kuch aisy ausaaf e hameeda say maa'moor ashkhaas paidaa howay jinhon nay zindgi ki asliyyat ko numaiyan kernay main din raat apnay aap ko masroof rakha aur is ki haqeeqat aur bay sabaati say insaan ko roo shannas kerwaatay howay Allah ki Wahdaaniyyat aur Os say sachi Muhabbat ka dars diya.

Hazrat Shah Hussain R.A (1538-1599) inhi ausaaf ki hamil shakhsiyyat main say aik hain jinhon nay apnay husn e salook ki badolat logon main naiki aur baddi main imtiaz ka shaoor baydaar kernay ki un hud koshish ki. He is also known as Hazrat Madhu Laal Shah Hussain, a name famous due to his hindu friend Madhu Laal. He was disciple of Bahlol Shah Daryai.

His tomb is in Lahore where Mela Chiraghan is conducted every year in Pakistan. This app contains his selected Punjabi Kalam in the form of 'Kafi'

Apex Soft برنامه های دیگر

دانلود