بازار Bazaar

Bazaar Technologies

بازار Bazaar

خرید
  • 4.13
(6053 رای)

نصب رایگان

100000

نصب ها

Android 5.0+

نسخه حداقل

با تبلیغات

تبلیغات

16.06.2020

تاریخ انتشار

توضیحات:

Bazaar app se mangwaein dukaan ka samaan:
Bazaar app ke zariye apni dukaan ka samaan kisi bhi waqt ba-asani order karein! Karachi, Lahore, Faisalabad aur Multan mein Bazaar ki sahoolat se ab karobaar chalana hogya hai behad asaan!

Bazaar app ke fawaaid:
1. Beshumar brands ke ashya ek jaga
2. 24 ghantay ke andar muft delivery
3. Shandaar keemat aur behtareen discounts
4. Order place karne ka asaan tareeka
5. Pichlay orders ki tafseelat humesha mojood

Bazaar app ke khasoosiyat:

Paiya: Khaas mouaqay par Bazaar app pe paiya ghumaein aur jeetain dher saaray inamaat

Batwa: Apnay Bazaar batwa mein coins wasool karein aur apnay aglay orders mein discount ki soorat mein istemaal karein

Business Cards: Apnay business ko char chaand lagayein, Bazaar app pe business cards bana kar market main apni pehchaan banaein

Namaz timing: Namaaz ke aukat jaanein Bazaar app ke zarye

Bazaar app istemaal karne ka tareeka:
1. Playstore se Bazaar app ko download karein
2. Apna phone number, dukaan ka naam aur location darj karein
3. Humara numainda aap se raabta karke aap ki details confirm karega
4. SMS mein farahum kiye gae password aur apne phone number se login karein
5. Dukaan ki zarooriat forun se puri karein

Bazaar Technologies برنامه های دیگر

Bazaar Agent

Bazaar Agent

Bazaar Technologies
  • 0.00
بازار Bazaar

بازار Bazaar

Bazaar Technologies
  • 4.13
Easy Khata, Apka Digital Khata

Easy Khata, Apka Digital Khata

Bazaar Technologies
  • 3.92
Bazaar Warehouse

Bazaar Warehouse

Bazaar Technologies
  • 0.00
Bazaar Rider

Bazaar Rider

Bazaar Technologies
  • 0.00
دانلود