Through it, you can learn the principles of public speaking and oratory.
Usoole Khitabat wa Nizamat:
1.Zere nazar Kitab (Usoole Khitabat wa Nizamat) jisko janab Molana Muhammad Talha Qasmi (slh) ne Tarteeb dya hai
2. Ismen Taqreer wa Bayaan ke kuch usool wa zawabit Tahreer kiye hain,
3. Shuroo kitab men khitabat ki tareef iska maqsab aur khitabat ki qismen neez taqreer ki taiyyari ke marahil aur khateeb ke liye jin heezon ka lihaz na guzair hota hai un sab ko bayaan kiya hai.
4. Bad khitabat ke khubyan ke jinse taqreer moassar ban jati hai aur khitabat ki khamiyan ke jinse taqreer be asar ho jati hai, jaise umoor ko kitab me darj kiya gaya hai.
Alla taala is kitab ko Quboole aam Farmae- (Aameen)