Kamyab Bano Apni Soch Badlo Ur

Deen-E-Haq

Kamyab Bano Apni Soch Badlo Ur

Bücher & Nachschlagewerke
  • 0.00
(0 Stimmen)

Kostenlose Installation

100000

App-Installationen

Android 4.1+

Minimalversion

Mit Werbung

Werbung

09.01.2017

Veröffentlichungsdatum

Kürzliche Änderungen:

Minor Bugs fixed
Improve Performance
Rapidity splash screen problem solved

Beschreibung:

Aaj ke wqat me har insan kamyab banana chahta hai lakin kamyabi har insan ko nahi milti. Sochiye K agar har Insan kamyab hota to Dictionary main “Success” yani "Kamyabi" ka namo nishan na hota.
Ek insaan successful asy nahi ban jata hai, wo apni zindagi me kuch na kuch asi tabdeli karta hai jisse wo kamyabi ki taraf khicha chala jata hai. ¬Har kisi ka nazriye kamyabi ki trf alag hota hai. Koi apne career ko kamyabi samjhta hai to koi apne families ki zemedarion ko kamyabi samajhta hai. Har kisi ka apna apna nazriya hota hai. Kamyab banane ke liye koi fark nahi parta ki ap burhay hain ya jawaan, kaha rahte hai aur jeene ke liye kya karte hai or kya nahi krta.

Zindagi main kamyab hona k lia hum kya kuch ni krty, har wo tarikay apnate hain jo log hamain btata hain. But ye tarika life main kamyab hona ka nahi balky halat ke pechy bhagna ha.

Agr ap zindagi main kamyab hona chahte hain tou is Application Badlo Soch Kamyab Bano ko dehan sa parhain or is mian batai gai tips or baton pa goor krain. Inn Shaa Allah Ek Din Kamyabi Ap ko zaroor mile gi.

Is Application Kamyab Bano Apni Soch Badlo main ap ko bhot si asi batain batai jayin gi jo ap ki zindagi badal dayin gi so download krain or apni zindagi ki kamyabi ka safar ko shru krain.


Topics:

• Apni Zindagi Sa “Naa” Ko Nikal Dayin.
• Sochain Aham Hoti Hain.
• Han Ap Kr Sakty Hain.
• Ek Fatah Zindagi Ka Khaka.
• Zemadari Sa G Churana ka Ki Ek Misal.
• Zemadari Kya Ha?
• Apna Khawabo Ki Tabeer Ko Adhora Na Chorain.
• Jo Ap Dekhta Parhaty Ya Sochta Hain Wasa E Ban Jaty Hain.
• Ap Apna Zahan Ky Malik Hain.
• Takleef Or Rahat Ki Taqat.
• Shikwa Or Shakyatain Krna Chorain.
• Kamo Ko Multawi Krna Chorain.
• Dusro Pa Inhasar Krna Chorain.
• Gussa Ko Khatm Kejyia Is Sa Phly Gussa Ap Ko Khatam Kr Da.
• Jab Ye Ehsas Ubhray “K Main Acha Nahi Hu”.
• Jab Ap Job Less Hon.
• Jab Ap Apni Income Main Guzara Na Kr Sakain.
• Jab Ap Ki Wife Kisi Or Main Dischaspi Lana Lagy.
• Jab Husband Dusri Shadi Kr La.
• Jab Husband Ki Nokri Chali Jay.
• Jab AP Ki Age Barhna Lagy, Ya Ap Ki Health Girna Laga.
• Jab Wife Ki Death Ho Jay.
• Confidence Wapis layin.
• Sochain Or Khud Ko Tabdeel krain.

Features:

HD pages for reading.
Pinch To Zoom Option.
Share Option With Friends.
Beautiful Graphics.
Easy User Interface.

Is kay ilawa or b bhot kuch is Application main parhyia or apni zindagi ko kamyab banain. Ye Application Free ha or ap is ko offline b parh sakty hain.

Free download now.

Deen-E-Haq andere Apps

Herunterladen